Surah Muhammad Verse 14 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Muhammadأَفَمَن كَانَ عَلَىٰ بَيِّنَةٖ مِّن رَّبِّهِۦ كَمَن زُيِّنَ لَهُۥ سُوٓءُ عَمَلِهِۦ وَٱتَّبَعُوٓاْ أَهۡوَآءَهُم
Bhala kahin aisa ho sakta hai ke jo apne Rubb ki taraf se ek saaf o sareeh hidayat par ho, woh un logon ki tarah ho jaye jinke liye unka bura amal khushnuma bana diya gaya hai aur woh apni khwahishat ke pairo ban gaye hain