Surah Muhammad Verse 18 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Muhammadفَهَلۡ يَنظُرُونَ إِلَّا ٱلسَّاعَةَ أَن تَأۡتِيَهُم بَغۡتَةٗۖ فَقَدۡ جَآءَ أَشۡرَاطُهَاۚ فَأَنَّىٰ لَهُمۡ إِذَا جَآءَتۡهُمۡ ذِكۡرَىٰهُمۡ
Ab kya yeh log bas qayamat hi ke muntazir hain ke woh achanak inpar aa jaye? Uski alamaat to aa chuki hain jab woh khud aa jayegi to inke liye nasihat kabool karne ka kaunsa mauqa baaqi reh jayega