Surah Muhammad Verse 28 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Muhammadذَٰلِكَ بِأَنَّهُمُ ٱتَّبَعُواْ مَآ أَسۡخَطَ ٱللَّهَ وَكَرِهُواْ رِضۡوَٰنَهُۥ فَأَحۡبَطَ أَعۡمَٰلَهُمۡ
Yeh isi liye to hoga ke inhon ne us tariqe ki pairwi ki jo Allah ko naraaz karne wala hai aur us ki raza ka raasta ikhtiyar karna pasand na kiya. Isi bina par usne inke sab aamaal zaya kar diye