Surah Al-Maeda Verse 114 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaقَالَ عِيسَى ٱبۡنُ مَرۡيَمَ ٱللَّهُمَّ رَبَّنَآ أَنزِلۡ عَلَيۡنَا مَآئِدَةٗ مِّنَ ٱلسَّمَآءِ تَكُونُ لَنَا عِيدٗا لِّأَوَّلِنَا وَءَاخِرِنَا وَءَايَةٗ مِّنكَۖ وَٱرۡزُقۡنَا وَأَنتَ خَيۡرُ ٱلرَّـٰزِقِينَ
Ispar Isa ibn-e-Mariyam ne dua ki “ khudaya ! hamare Rubb! Humpar aasman se ek khwan nazil kar jo hamare liye aur hamare aglon pichlon ke liye khushi ka mauqa qaraar paye aur teri taraf se ek nishani ho, humko rizq de aur tu behtareen raziq hai”