Surah Al-Maeda Verse 119 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaقَالَ ٱللَّهُ هَٰذَا يَوۡمُ يَنفَعُ ٱلصَّـٰدِقِينَ صِدۡقُهُمۡۚ لَهُمۡ جَنَّـٰتٞ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُ خَٰلِدِينَ فِيهَآ أَبَدٗاۖ رَّضِيَ ٱللَّهُ عَنۡهُمۡ وَرَضُواْ عَنۡهُۚ ذَٰلِكَ ٱلۡفَوۡزُ ٱلۡعَظِيمُ
Allah ta’ala irshaad farmayega ke ye wo din hai ke jo log sacche thein un ka saccha hona un ke kaam ayega, un ko baagh milenge jin ke niche nehre jaari hongi jin mein wo hamesha hamesha ko rahenge, Allah ta’ala un se raazi aur khush aur ye Allah se raazi aur khush hai, ye badi (bhaari) kamyaabi hai