فَمَن تَابَ مِنۢ بَعۡدِ ظُلۡمِهِۦ وَأَصۡلَحَ فَإِنَّ ٱللَّهَ يَتُوبُ عَلَيۡهِۚ إِنَّ ٱللَّهَ غَفُورٞ رَّحِيمٌ
Phir jo zulm karne ke baad tawba karey aur apni islah karle to Allah ki nazar e inayat phir uspar mayil ho jayegi, Allah bahut darguzar karne wala aur reham farmane wala hai
Author: Abul Ala Maududi