Surah Al-Maeda Verse 77 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaقُلۡ يَـٰٓأَهۡلَ ٱلۡكِتَٰبِ لَا تَغۡلُواْ فِي دِينِكُمۡ غَيۡرَ ٱلۡحَقِّ وَلَا تَتَّبِعُوٓاْ أَهۡوَآءَ قَوۡمٖ قَدۡ ضَلُّواْ مِن قَبۡلُ وَأَضَلُّواْ كَثِيرٗا وَضَلُّواْ عَن سَوَآءِ ٱلسَّبِيلِ
Kaho, aey ehle kitab! Apne deen mein na-haqq ghulu (go beyond bounds/ commit excess) na karo aur un logon ke taqelaat (inclinations/khwahishat) ki pairwi na karo jo tumse pehle khud gumraah huey aur bahuton ko gumrah kiya, aur “ sawa e sabeel (right path)” se bhatak gaye