Surah Al-Maeda Verse 82 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maeda۞لَتَجِدَنَّ أَشَدَّ ٱلنَّاسِ عَدَٰوَةٗ لِّلَّذِينَ ءَامَنُواْ ٱلۡيَهُودَ وَٱلَّذِينَ أَشۡرَكُواْۖ وَلَتَجِدَنَّ أَقۡرَبَهُم مَّوَدَّةٗ لِّلَّذِينَ ءَامَنُواْ ٱلَّذِينَ قَالُوٓاْ إِنَّا نَصَٰرَىٰۚ ذَٰلِكَ بِأَنَّ مِنۡهُمۡ قِسِّيسِينَ وَرُهۡبَانٗا وَأَنَّهُمۡ لَا يَسۡتَكۡبِرُونَ
Tum ehle iman ki adawat (dushmani) mein sabse zyada sakht yahud aur mushrikeen ko paogey, aur iman laney walon ke liye dosti mein qareeb-tar un logon ko paogey jinhon ne kaha tha ke hum nasara (Christians) hain, is wajah se ke unmein ibadat-guzaar aalim aur tareek ud duniya fakeer (monks) paye jatey hain aur unmein guroor e nafs (arrogant) nahin hai