Surah Al-Maeda Verse 91 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaإِنَّمَا يُرِيدُ ٱلشَّيۡطَٰنُ أَن يُوقِعَ بَيۡنَكُمُ ٱلۡعَدَٰوَةَ وَٱلۡبَغۡضَآءَ فِي ٱلۡخَمۡرِ وَٱلۡمَيۡسِرِ وَيَصُدَّكُمۡ عَن ذِكۡرِ ٱللَّهِ وَعَنِ ٱلصَّلَوٰةِۖ فَهَلۡ أَنتُم مُّنتَهُونَ
Shaytan to yeh chahta hai ke sharab aur juwey ke zariye se tumhare darmiyan adawat aur bugz (enmity and hatred) daal de aur tumhein khuda ki yaad se aur namaz se roak de, phir kya tum in cheezon se baaz rahogey