Surah Qaf Verse 45 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Qafنَّحۡنُ أَعۡلَمُ بِمَا يَقُولُونَۖ وَمَآ أَنتَ عَلَيۡهِم بِجَبَّارٖۖ فَذَكِّرۡ بِٱلۡقُرۡءَانِ مَن يَخَافُ وَعِيدِ
Aey Nabi, jo baatein yeh log bana rahe hain unhein hum khoob jaante hain, aur tumhara kaam inse jabran (zabardasti) baat manwana nahin hai. Bas tum is Quran ke zariye se har us shaks ko nasihat kardo jo meri tambeeh se darey