Surah Qaf Verse 6 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Qafأَفَلَمۡ يَنظُرُوٓاْ إِلَى ٱلسَّمَآءِ فَوۡقَهُمۡ كَيۡفَ بَنَيۡنَٰهَا وَزَيَّنَّـٰهَا وَمَا لَهَا مِن فُرُوجٖ
Accha, to kya inhon ne kabhi apne upar aasmaan ki taraf nahin dekha? Kis tarah humne usey banaya aur aarasta (zeenat/ beautify) kiya, aur usmein kahin koi rakhna(cracks/rifts) nahin hai