Surah Al-Mujadila Verse 4 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Mujadilaفَمَن لَّمۡ يَجِدۡ فَصِيَامُ شَهۡرَيۡنِ مُتَتَابِعَيۡنِ مِن قَبۡلِ أَن يَتَمَآسَّاۖ فَمَن لَّمۡ يَسۡتَطِعۡ فَإِطۡعَامُ سِتِّينَ مِسۡكِينٗاۚ ذَٰلِكَ لِتُؤۡمِنُواْ بِٱللَّهِ وَرَسُولِهِۦۚ وَتِلۡكَ حُدُودُ ٱللَّهِۗ وَلِلۡكَٰفِرِينَ عَذَابٌ أَلِيمٌ
haan jo shaqs na paaye, us ke zimme do mahino ke lagataar roze hai, us se pehle ke ek dosre ko haath lagaaye aur jis shaqs ko ye taaqath bhi na ho, us par saat(60) miskino ka khaana khilaana hai, ye is liye ke tum Allah ki aur us ke rasool ki hukm bardaari karo, ye Allah ta’ala ki muqarrar karda hade hai, aur kuffaar hee ke liye dardnaak azaab hai