Surah Al-Mujadila Verse 3 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Mujadilaوَٱلَّذِينَ يُظَٰهِرُونَ مِن نِّسَآئِهِمۡ ثُمَّ يَعُودُونَ لِمَا قَالُواْ فَتَحۡرِيرُ رَقَبَةٖ مِّن قَبۡلِ أَن يَتَمَآسَّاۚ ذَٰلِكُمۡ تُوعَظُونَ بِهِۦۚ وَٱللَّهُ بِمَا تَعۡمَلُونَ خَبِيرٞ
jo log apni biwiyo se zihaar kare, phir apni kahi hoyi baath se rujo karle, to un ke zimme aapas mein ek dosre ko haath lagaane se pehle, ek ghulaam azaad karna hai, is ke zariye tum nasihath kiye jaate ho aur Allah ta’ala tumhaare tamaam amaal se ba-qabar hai