Surah Al-Mujadila Verse 2 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Mujadilaٱلَّذِينَ يُظَٰهِرُونَ مِنكُم مِّن نِّسَآئِهِم مَّا هُنَّ أُمَّهَٰتِهِمۡۖ إِنۡ أُمَّهَٰتُهُمۡ إِلَّا ٱلَّـٰٓـِٔي وَلَدۡنَهُمۡۚ وَإِنَّهُمۡ لَيَقُولُونَ مُنكَرٗا مِّنَ ٱلۡقَوۡلِ وَزُورٗاۚ وَإِنَّ ٱللَّهَ لَعَفُوٌّ غَفُورٞ
tum mein se jo log apni biwiyo se zihaar1 karte hai (yaani unhe maa keh baithte hai) wo dar asl un ki maaye nahi ban jaati, un ki maaye to wahi hai jin ke batan se wo payda hoye, yaqinan ye log ek na maqool aur jhooti baath kehte hai, beshak Allah ta’ala maaf karne waala aur baqshne waala hai