Surah Al-Mujadila Verse 1 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Mujadilaقَدۡ سَمِعَ ٱللَّهُ قَوۡلَ ٱلَّتِي تُجَٰدِلُكَ فِي زَوۡجِهَا وَتَشۡتَكِيٓ إِلَى ٱللَّهِ وَٱللَّهُ يَسۡمَعُ تَحَاوُرَكُمَآۚ إِنَّ ٱللَّهَ سَمِيعُۢ بَصِيرٌ
yaqinan Allah ta’ala ne us aurath ki baath suni, jo tujh se apne shuhar ke baare mein takraar kar rahi thi aur Allah ke aage shikaayath kar rahi thi, Allah ta’ala tum duno ke sawaal wa jawaab sun raha tha, beshak Allah ta’ala sunne dekhne waala hai