Surah Al-Hadid Verse 29 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hadidلِّئَلَّا يَعۡلَمَ أَهۡلُ ٱلۡكِتَٰبِ أَلَّا يَقۡدِرُونَ عَلَىٰ شَيۡءٖ مِّن فَضۡلِ ٱللَّهِ وَأَنَّ ٱلۡفَضۡلَ بِيَدِ ٱللَّهِ يُؤۡتِيهِ مَن يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ ذُو ٱلۡفَضۡلِ ٱلۡعَظِيمِ
ye is liye ke ahle kitaab jaan le ke Allah ke fazl ke kisi hisse par bhi unhe eqtiyaar nahi aur ye ke (saara) fazl Allah hee ke haath hai, wo jise chaahe de aur Allah hai hee bade fazl waala