Surah Al-Hadid Verse 29 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Hadidلِّئَلَّا يَعۡلَمَ أَهۡلُ ٱلۡكِتَٰبِ أَلَّا يَقۡدِرُونَ عَلَىٰ شَيۡءٖ مِّن فَضۡلِ ٱللَّهِ وَأَنَّ ٱلۡفَضۡلَ بِيَدِ ٱللَّهِ يُؤۡتِيهِ مَن يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ ذُو ٱلۡفَضۡلِ ٱلۡعَظِيمِ
(Tumko yeh rawish ikhtiyar karni chahiye) taa-ke ehle kitaab ko maalom ho jaye ke Allah ke fazal par unka koi ijara (control/ikhtiyar) nahin hai, aur yeh ke Allah ka fazal uske apne hi haath mein hai, Jisey chahta hai ata farmata hai. Aur woh badey fazal(bounty) wala hai