Surah Al-Hashr Verse 10 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Hashrوَٱلَّذِينَ جَآءُو مِنۢ بَعۡدِهِمۡ يَقُولُونَ رَبَّنَا ٱغۡفِرۡ لَنَا وَلِإِخۡوَٰنِنَا ٱلَّذِينَ سَبَقُونَا بِٱلۡإِيمَٰنِ وَلَا تَجۡعَلۡ فِي قُلُوبِنَا غِلّٗا لِّلَّذِينَ ءَامَنُواْ رَبَّنَآ إِنَّكَ رَءُوفٞ رَّحِيمٌ
(Aur woh un logon ke liye bhi hai) jo un logon ke baad aaye hain, jo kehte hain ke “Aey hamare Rubb, humein aur hamare un sab bhaiyon ko baksh de jo humse pehle iman laye hain aur hamare dilon mein ehle iman ke liye koi bugz (rancour) na rakh. Aey hamare Rubb, tu bada meharbaan aur raheem hai”