Surah Al-Hashr Verse 14 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hashrلَا يُقَٰتِلُونَكُمۡ جَمِيعًا إِلَّا فِي قُرٗى مُّحَصَّنَةٍ أَوۡ مِن وَرَآءِ جُدُرِۭۚ بَأۡسُهُم بَيۡنَهُمۡ شَدِيدٞۚ تَحۡسَبُهُمۡ جَمِيعٗا وَقُلُوبُهُمۡ شَتَّىٰۚ ذَٰلِكَ بِأَنَّهُمۡ قَوۡمٞ لَّا يَعۡقِلُونَ
ye sab mil kar bhi tum se lad nahi sakte, haan ye aur baath hai ke qila bandh muqamaath mein ho, ya diwaaro ki aad mein ho, un ki ladaayi to un mein aapas mein hee bahuth saqth hai, go aap unhe muttahidh samajh rahe hai, lekin un ke dil dar asl ek dosre se juda hai, is liye ke ye be-aql log hai