Surah Al-Hashr Verse 16 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Hashrكَمَثَلِ ٱلشَّيۡطَٰنِ إِذۡ قَالَ لِلۡإِنسَٰنِ ٱكۡفُرۡ فَلَمَّا كَفَرَ قَالَ إِنِّي بَرِيٓءٞ مِّنكَ إِنِّيٓ أَخَافُ ٱللَّهَ رَبَّ ٱلۡعَٰلَمِينَ
Inki misal shaytaan ki si hai ke pehle woh insan se kehta hai kufr kar, aur jab Insan kufr kar baithta hai to woh kehta hai main tujhse bari-uz-zimma hoon, mujhey to Allah Rabb-ul-aalameen se darr lagta hai