Surah Al-Hashr Verse 21 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Hashrلَوۡ أَنزَلۡنَا هَٰذَا ٱلۡقُرۡءَانَ عَلَىٰ جَبَلٖ لَّرَأَيۡتَهُۥ خَٰشِعٗا مُّتَصَدِّعٗا مِّنۡ خَشۡيَةِ ٱللَّهِۚ وَتِلۡكَ ٱلۡأَمۡثَٰلُ نَضۡرِبُهَا لِلنَّاسِ لَعَلَّهُمۡ يَتَفَكَّرُونَ
Agar humne yeh Quran kisi pahad(mountain) par bhi utaar diya hota to tum dekhte ke woh Allah ke khauff se daba jaa raha hai, aur phata padta hai. Yeh misalein hum logon ke saamne isliye bayaan karte hain ke woh (apne halaat par) gaur karein