Surah Al-Hashr Verse 6 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Hashrوَمَآ أَفَآءَ ٱللَّهُ عَلَىٰ رَسُولِهِۦ مِنۡهُمۡ فَمَآ أَوۡجَفۡتُمۡ عَلَيۡهِ مِنۡ خَيۡلٖ وَلَا رِكَابٖ وَلَٰكِنَّ ٱللَّهَ يُسَلِّطُ رُسُلَهُۥ عَلَىٰ مَن يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
Aur jo maal Allah ne unke kabze se nikal kar apne Rasool ki taraf palta diye, woh aisey maal nahin hai jinpar tumne apne ghodey (horses) aur ount (camels) daudaye hon. Balke Allah apne Rasoolon ko jispar chahta hai tasallut (authority/galaba) ata farma deta hai. Aur Allah har cheez par qadir hai