Surah Al-Anaam Verse 101 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamبَدِيعُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۖ أَنَّىٰ يَكُونُ لَهُۥ وَلَدٞ وَلَمۡ تَكُن لَّهُۥ صَٰحِبَةٞۖ وَخَلَقَ كُلَّ شَيۡءٖۖ وَهُوَ بِكُلِّ شَيۡءٍ عَلِيمٞ
wo asmaano aur zameen ka maujid12 hai, Allah ta’ala ke aulaad kaha ho sakti hai, halaan ke us ke koyi biwi to hai nahi, aur Allah ta’ala ne har cheez ko paida kiya aur wo har cheez ko qoob jaanta hai