Surah Al-Anaam Verse 101 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamبَدِيعُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۖ أَنَّىٰ يَكُونُ لَهُۥ وَلَدٞ وَلَمۡ تَكُن لَّهُۥ صَٰحِبَةٞۖ وَخَلَقَ كُلَّ شَيۡءٖۖ وَهُوَ بِكُلِّ شَيۡءٍ عَلِيمٞ
Woh to aasmano aur zameen ka mujid (originator) hai. Uska koi beta kaise ho sakta hai jabke koi uski shareek e zindagi hi nahin hai. Usne har cheez ko paida kiya hai aur woh har cheez ka ilm rakhta hai