Surah Al-Anaam Verse 112 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَكَذَٰلِكَ جَعَلۡنَا لِكُلِّ نَبِيٍّ عَدُوّٗا شَيَٰطِينَ ٱلۡإِنسِ وَٱلۡجِنِّ يُوحِي بَعۡضُهُمۡ إِلَىٰ بَعۡضٖ زُخۡرُفَ ٱلۡقَوۡلِ غُرُورٗاۚ وَلَوۡ شَآءَ رَبُّكَ مَا فَعَلُوهُۖ فَذَرۡهُمۡ وَمَا يَفۡتَرُونَ
aur isi tarah hum ne har nabi ke dushman bahuth se shaitaan paida kiye thein, kuch aadmi aur kuch jin, jin mein se baaz baazo ko chikni chipdi baatho ka was-wasa daalte rehte thein ta ke un ko dhoke mein daal de aur agar Allah ta’ala chaahta to ye aise kaam na kar sakte, so un logo ko aur jo kuch ye eftera pardaazi15 kar rahe hai aur us ko aap rehne di jiye