Surah Al-Anaam Verse 112 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَكَذَٰلِكَ جَعَلۡنَا لِكُلِّ نَبِيٍّ عَدُوّٗا شَيَٰطِينَ ٱلۡإِنسِ وَٱلۡجِنِّ يُوحِي بَعۡضُهُمۡ إِلَىٰ بَعۡضٖ زُخۡرُفَ ٱلۡقَوۡلِ غُرُورٗاۚ وَلَوۡ شَآءَ رَبُّكَ مَا فَعَلُوهُۖ فَذَرۡهُمۡ وَمَا يَفۡتَرُونَ
Aur humne to isi tarah hamesha shaytan Insano aur shaytan Jinno ko har Nabi ka dushman banaya hai jo ek dusre par khushaind baatein dhoke aur fareb ke taur par ilqa karte rahey hain. Agar tumhare Rubb ki mashiyat yeh hoti ke woh aisa na karein to woh kabhi na karte. Pas tum unhein unke haal par chodh do ke apni iftara pardaziyan karte rahein