Surah Al-Anaam Verse 111 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaam۞وَلَوۡ أَنَّنَا نَزَّلۡنَآ إِلَيۡهِمُ ٱلۡمَلَـٰٓئِكَةَ وَكَلَّمَهُمُ ٱلۡمَوۡتَىٰ وَحَشَرۡنَا عَلَيۡهِمۡ كُلَّ شَيۡءٖ قُبُلٗا مَّا كَانُواْ لِيُؤۡمِنُوٓاْ إِلَّآ أَن يَشَآءَ ٱللَّهُ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَهُمۡ يَجۡهَلُونَ
Agar hum Farishtey bhi inpar nazil kardete aur murde inse baatein karte aur duniya bhar ki cheezon ko hum unki aankhon ke saamne jamaa kardete tab bhi yeh iman laney walay na thay, illa yeh ke mashiyat e ilahi yahi ho ke woh iman layein , magar aksar log nadaani ki baatein karte hain