Surah Al-Anaam Verse 114 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamأَفَغَيۡرَ ٱللَّهِ أَبۡتَغِي حَكَمٗا وَهُوَ ٱلَّذِيٓ أَنزَلَ إِلَيۡكُمُ ٱلۡكِتَٰبَ مُفَصَّلٗاۚ وَٱلَّذِينَ ءَاتَيۡنَٰهُمُ ٱلۡكِتَٰبَ يَعۡلَمُونَ أَنَّهُۥ مُنَزَّلٞ مِّن رَّبِّكَ بِٱلۡحَقِّۖ فَلَا تَكُونَنَّ مِنَ ٱلۡمُمۡتَرِينَ
to kya Allah ke siva kisi aur faisla karne waale ko talaash karoo, halaan ke wo aisa hai ke us ne ek kitaab kaamil tumhaare paas bhej di hai, us ke mazameen qoob saaf saaf bayaan kiye gaye hai aur jin logo ko hum ne kitaab di hai wo us baath ko yaqeen ke saath jaante hai ke ye aap ke rab ki taraf se haq ke saath bheji gayi hai, so aap shubha karne waalo mein se na ho