Surah Al-Anaam Verse 114 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamأَفَغَيۡرَ ٱللَّهِ أَبۡتَغِي حَكَمٗا وَهُوَ ٱلَّذِيٓ أَنزَلَ إِلَيۡكُمُ ٱلۡكِتَٰبَ مُفَصَّلٗاۚ وَٱلَّذِينَ ءَاتَيۡنَٰهُمُ ٱلۡكِتَٰبَ يَعۡلَمُونَ أَنَّهُۥ مُنَزَّلٞ مِّن رَّبِّكَ بِٱلۡحَقِّۖ فَلَا تَكُونَنَّ مِنَ ٱلۡمُمۡتَرِينَ
Phir jab haal yeh hai to kya main Allah ke siwa koi aur faisla karne wala talash karoon, halaanke usne poori tafseel ke saath tumhari taraf kitab nazil kardi hai? Aur jin logon ko humne (tumse pehle) kitab di thi woh jantey hain ke yeh kitab tumhare Rubb hi ki taraf se haqq ke saath nazil hui hai, lihaza tum shakk karne walon mein shamil na ho