وَذَرُواْ ظَٰهِرَ ٱلۡإِثۡمِ وَبَاطِنَهُۥٓۚ إِنَّ ٱلَّذِينَ يَكۡسِبُونَ ٱلۡإِثۡمَ سَيُجۡزَوۡنَ بِمَا كَانُواْ يَقۡتَرِفُونَ
aur tum zaaheri gunaah ko bhi chohd do aur baatini gunaah ko bhi chohd do, bila shuba jo log gunaah kar rahe hai un ko un ke kiye ki an-qareeb saza milegi
Author: Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim