Surah Al-Anaam Verse 128 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَيَوۡمَ يَحۡشُرُهُمۡ جَمِيعٗا يَٰمَعۡشَرَ ٱلۡجِنِّ قَدِ ٱسۡتَكۡثَرۡتُم مِّنَ ٱلۡإِنسِۖ وَقَالَ أَوۡلِيَآؤُهُم مِّنَ ٱلۡإِنسِ رَبَّنَا ٱسۡتَمۡتَعَ بَعۡضُنَا بِبَعۡضٖ وَبَلَغۡنَآ أَجَلَنَا ٱلَّذِيٓ أَجَّلۡتَ لَنَاۚ قَالَ ٱلنَّارُ مَثۡوَىٰكُمۡ خَٰلِدِينَ فِيهَآ إِلَّا مَا شَآءَ ٱللَّهُۚ إِنَّ رَبَّكَ حَكِيمٌ عَلِيمٞ
aur jis roz Allah ta’ala tamaam khalaayeq ko jama karega (kahega) aye jamaath jinnaath ki! tum ne insaano mein se bahuth se apna liye, jo insaan un ke saath talluq rakhne waale thein wo kahenge ke aye hamaare parvardigaar! hum mein ek ne dosre se fayeda haasil kiya tha aur hum apni is mu-ayyan miyaad tak, aa paahonche, jo tu ne hamaare liye mu-ayyan farmaayi, Allah farmayega ke tum sab ka thikaana dozakh hai jis mein hamesha rahoge, haan agar Allah hee ko manzoor ho to dosri baath hai, be-shak aap ka rab badi hikmath waala bada ilm waala hai