Surah Al-Anaam Verse 130 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamيَٰمَعۡشَرَ ٱلۡجِنِّ وَٱلۡإِنسِ أَلَمۡ يَأۡتِكُمۡ رُسُلٞ مِّنكُمۡ يَقُصُّونَ عَلَيۡكُمۡ ءَايَٰتِي وَيُنذِرُونَكُمۡ لِقَآءَ يَوۡمِكُمۡ هَٰذَاۚ قَالُواْ شَهِدۡنَا عَلَىٰٓ أَنفُسِنَاۖ وَغَرَّتۡهُمُ ٱلۡحَيَوٰةُ ٱلدُّنۡيَا وَشَهِدُواْ عَلَىٰٓ أَنفُسِهِمۡ أَنَّهُمۡ كَانُواْ كَٰفِرِينَ
aye jinnaath aur insaano ki jamaath! kya tumhaare paas tum mein se hee paighambar nahi aaye thein jo tum se mere ehkaam bayaan karte aur tum ko us aaj ke din ki qabar dete? wo sab arz karenge ke hum apne upar eqraar karte hai aur un ko dunyaawi zindagi ne bhool mein daale rakha aur ye log eqraar karne waale honge ke wo kaafir thein