Surah Al-Anaam Verse 14 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقُلۡ أَغَيۡرَ ٱللَّهِ أَتَّخِذُ وَلِيّٗا فَاطِرِ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَهُوَ يُطۡعِمُ وَلَا يُطۡعَمُۗ قُلۡ إِنِّيٓ أُمِرۡتُ أَنۡ أَكُونَ أَوَّلَ مَنۡ أَسۡلَمَۖ وَلَا تَكُونَنَّ مِنَ ٱلۡمُشۡرِكِينَ
aap kahiye ke kya Allah ke siva, jo ke asmaano aur zameen ka paida karne waala hai aur jo ke khaane ko deta hai aur us ko koyi khaane ko nahi deta, aur kisi ko maboodh qaraar doon, aap farma di jiye ke mujh ko ye hukm hoa hai ke sab se pehle mein Islam qubool karo aur tu mushrikeen mein se har-giz na hona