Surah Al-Anaam Verse 14 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamقُلۡ أَغَيۡرَ ٱللَّهِ أَتَّخِذُ وَلِيّٗا فَاطِرِ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَهُوَ يُطۡعِمُ وَلَا يُطۡعَمُۗ قُلۡ إِنِّيٓ أُمِرۡتُ أَنۡ أَكُونَ أَوَّلَ مَنۡ أَسۡلَمَۖ وَلَا تَكُونَنَّ مِنَ ٱلۡمُشۡرِكِينَ
Kaho, Allah ko chodh kar kya main kisi aur ko apna sarparast bana loon? Us khuda ko chodh kar jo zameen o aasmaan ka khaliq hai aur jo rozi deta hai rozi leta nahin hai (one who feeds but doesn’t need to be fed) ? Kaho, mujhey to yahi hukum diya gaya hai ke sabse pehle main uske aagey sar tasleem kham karoon (aur takeed ki gayi hai ke koi shirk karta hai to karey) tu bahar-haal mushrikon mein shamil na ho