Surah Al-Anaam Verse 143 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamثَمَٰنِيَةَ أَزۡوَٰجٖۖ مِّنَ ٱلضَّأۡنِ ٱثۡنَيۡنِ وَمِنَ ٱلۡمَعۡزِ ٱثۡنَيۡنِۗ قُلۡ ءَآلذَّكَرَيۡنِ حَرَّمَ أَمِ ٱلۡأُنثَيَيۡنِ أَمَّا ٱشۡتَمَلَتۡ عَلَيۡهِ أَرۡحَامُ ٱلۡأُنثَيَيۡنِۖ نَبِّـُٔونِي بِعِلۡمٍ إِن كُنتُمۡ صَٰدِقِينَ
Yeh aath (eight) narr o mada (couples) hain, do bhedh (sheep) ki qisam se aur do bakri ki qisam se. (Aey Muhammad)! Insey pucho ke Allah ne unke narr haraam kiye hain ya maada, ya woh bacchey jo bhedon (sheeps) aur bakriyon ke pait mein hon? Theek theek ilm ke saath mujhey batao agar tum sacchey ho