Surah Al-Anaam Verse 144 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَمِنَ ٱلۡإِبِلِ ٱثۡنَيۡنِ وَمِنَ ٱلۡبَقَرِ ٱثۡنَيۡنِۗ قُلۡ ءَآلذَّكَرَيۡنِ حَرَّمَ أَمِ ٱلۡأُنثَيَيۡنِ أَمَّا ٱشۡتَمَلَتۡ عَلَيۡهِ أَرۡحَامُ ٱلۡأُنثَيَيۡنِۖ أَمۡ كُنتُمۡ شُهَدَآءَ إِذۡ وَصَّىٰكُمُ ٱللَّهُ بِهَٰذَاۚ فَمَنۡ أَظۡلَمُ مِمَّنِ ٱفۡتَرَىٰ عَلَى ٱللَّهِ كَذِبٗا لِّيُضِلَّ ٱلنَّاسَ بِغَيۡرِ عِلۡمٍۚ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
aur oont mein do qism aur gaaye mein do qism, aap kahiye ke Allah ta’ala ne un duno naro ko haraam kiya hai ya duno maada ko? ya us ko jis ko duno maada pet mein liye hoye ho? kya tum haazir thein jis waqt Allah ta’ala ne tum ko us ka hukm diya? to us se zyaada kaun zaalim hoga jo Allah ta’ala par bila daleel jhoti tuhmath lagaaye ta ke logo ko gumraah kare, yaqinan Allah ta’ala zaalim logo ko raasta nahi dikh laata