Surah Al-Anaam Verse 145 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقُل لَّآ أَجِدُ فِي مَآ أُوحِيَ إِلَيَّ مُحَرَّمًا عَلَىٰ طَاعِمٖ يَطۡعَمُهُۥٓ إِلَّآ أَن يَكُونَ مَيۡتَةً أَوۡ دَمٗا مَّسۡفُوحًا أَوۡ لَحۡمَ خِنزِيرٖ فَإِنَّهُۥ رِجۡسٌ أَوۡ فِسۡقًا أُهِلَّ لِغَيۡرِ ٱللَّهِ بِهِۦۚ فَمَنِ ٱضۡطُرَّ غَيۡرَ بَاغٖ وَلَا عَادٖ فَإِنَّ رَبَّكَ غَفُورٞ رَّحِيمٞ
aap keh di jiye ke jo kuch ehkaam ba-zariye wahi mere paas aaye, un mein to main koyi haraam nahi paata, kisi khaane waale ke liye jo us ko khaaye magar ye ke murdaar ho, ya ke behta hoa qoon ho ya qinzeer ka gosht ho, kyo ke wo bil-kul na-paak hai, ya jo shirk ka zariye ho ke ghairuallah ke liye naam-zadh kar diya gaya ho, phir jo shaqs majboor ho jaaye bashart ye ke na to taalib lazzath ho aur na tajaawoz karne waala ho, to waqeyi aap ka rab ghafoor ur raheem hai