Surah Al-Anaam Verse 146 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَعَلَى ٱلَّذِينَ هَادُواْ حَرَّمۡنَا كُلَّ ذِي ظُفُرٖۖ وَمِنَ ٱلۡبَقَرِ وَٱلۡغَنَمِ حَرَّمۡنَا عَلَيۡهِمۡ شُحُومَهُمَآ إِلَّا مَا حَمَلَتۡ ظُهُورُهُمَآ أَوِ ٱلۡحَوَايَآ أَوۡ مَا ٱخۡتَلَطَ بِعَظۡمٖۚ ذَٰلِكَ جَزَيۡنَٰهُم بِبَغۡيِهِمۡۖ وَإِنَّا لَصَٰدِقُونَ
aur yahood par hum ne tamaam naqun waale jaanwar haraam kar diye thein aur gaaye aur bakri mein se un duno ki charbiya un par hum ne haraam kardi thi magar wo jo un ki pushth par ya anthdiyo mein lagi ho ya jo haddi se mili ho un ki sharaarath ke sabab hum ne un ko ye saza di aur hum yaqinan sacche hai