Surah Al-Anaam Verse 154 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamثُمَّ ءَاتَيۡنَا مُوسَى ٱلۡكِتَٰبَ تَمَامًا عَلَى ٱلَّذِيٓ أَحۡسَنَ وَتَفۡصِيلٗا لِّكُلِّ شَيۡءٖ وَهُدٗى وَرَحۡمَةٗ لَّعَلَّهُم بِلِقَآءِ رَبِّهِمۡ يُؤۡمِنُونَ
Phir humne Moosa ko kitab ata ki thi jo bhalayi ki rawish ikhtiyar karne waley Insan par niyamat ki takmeel aur har zaroori cheez ki tafseel aur sarasar hidayat aur rehmat thi (aur isliye bani israel ko di gayi thi ke) shayad log apne Rubb ki mulaqat par iman layein