Surah Al-Anaam Verse 160 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamمَن جَآءَ بِٱلۡحَسَنَةِ فَلَهُۥ عَشۡرُ أَمۡثَالِهَاۖ وَمَن جَآءَ بِٱلسَّيِّئَةِ فَلَا يُجۡزَىٰٓ إِلَّا مِثۡلَهَا وَهُمۡ لَا يُظۡلَمُونَ
Jo Allah ke huzoor neki lekar aayega uske liye dus guna (ten times) ajar hai, aur jo badhi (evil deed) lekar aayega usko unta hi balda diya jayega jitna usne kasoor kiya hai, aur kisi par zulm na kiya jayega