Surah Al-Anaam Verse 164 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقُلۡ أَغَيۡرَ ٱللَّهِ أَبۡغِي رَبّٗا وَهُوَ رَبُّ كُلِّ شَيۡءٖۚ وَلَا تَكۡسِبُ كُلُّ نَفۡسٍ إِلَّا عَلَيۡهَاۚ وَلَا تَزِرُ وَازِرَةٞ وِزۡرَ أُخۡرَىٰۚ ثُمَّ إِلَىٰ رَبِّكُم مَّرۡجِعُكُمۡ فَيُنَبِّئُكُم بِمَا كُنتُمۡ فِيهِ تَخۡتَلِفُونَ
aap farma di jiye ke kya main Allah ke siva kisi aur ko rab banaane ke liye talaash karo, halaan ke wo maalik hai har cheez ka aur jo shaqs bhi koyi amal karta hai wo osi par rehta hai aur koyi kisi dosre ka boojh na uthayega, phir tum sab ko apne rab ke paas jaana hoga phir wo tum ko jath layega jis jis cheez mein tum eqtelaaf karte thein