Surah Al-Anaam Verse 164 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamقُلۡ أَغَيۡرَ ٱللَّهِ أَبۡغِي رَبّٗا وَهُوَ رَبُّ كُلِّ شَيۡءٖۚ وَلَا تَكۡسِبُ كُلُّ نَفۡسٍ إِلَّا عَلَيۡهَاۚ وَلَا تَزِرُ وَازِرَةٞ وِزۡرَ أُخۡرَىٰۚ ثُمَّ إِلَىٰ رَبِّكُم مَّرۡجِعُكُمۡ فَيُنَبِّئُكُم بِمَا كُنتُمۡ فِيهِ تَخۡتَلِفُونَ
Kaho, kya main Allah ke siwa koi aur Rubb talash karoon, halaanke wahi har cheez ka Rubb hai? Har shaks jo kuch kamaata hai uska zimmedar woh khud hai, koi bojh uthane wala dusre ka bojh nahin uthata. Phir tum sabko apne Rubb ki taraf palatna hai, us waqt woh tumhare ikhtilafat (differnces/disputes) ki haqeeat tumpar khol dega