Surah Al-Anaam Verse 34 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَلَقَدۡ كُذِّبَتۡ رُسُلٞ مِّن قَبۡلِكَ فَصَبَرُواْ عَلَىٰ مَا كُذِّبُواْ وَأُوذُواْ حَتَّىٰٓ أَتَىٰهُمۡ نَصۡرُنَاۚ وَلَا مُبَدِّلَ لِكَلِمَٰتِ ٱللَّهِۚ وَلَقَدۡ جَآءَكَ مِن نَّبَإِيْ ٱلۡمُرۡسَلِينَ
aur bahuth se paighambar jo aap se pehle hoye hai un ki bhi takzeeb ki ja chuki hai, so unhone us par sabr hee kiya, un ki takzeeb ki gayi aur un ko ezaaye pahonchayi gayi yaha tak ke hamaari imdaad un ko pahonchi aur Allah ki baatho ka koyi badalne waala nahi, aur aap ke paas baaz paighambaro ki kuch qabre pahonch chuki hai