Surah Al-Anaam Verse 38 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَمَا مِن دَآبَّةٖ فِي ٱلۡأَرۡضِ وَلَا طَـٰٓئِرٖ يَطِيرُ بِجَنَاحَيۡهِ إِلَّآ أُمَمٌ أَمۡثَالُكُمۚ مَّا فَرَّطۡنَا فِي ٱلۡكِتَٰبِ مِن شَيۡءٖۚ ثُمَّ إِلَىٰ رَبِّهِمۡ يُحۡشَرُونَ
aur jitne qism ke jaan-daar zameen par chalne waale hai aur jitne qism ke parind jaan-war hai ke apne duno baazuo se udte hai, un mein koyi qism aisi nahi jo ke tumhaari tarah ke gruh na ho, hum ne daftar mein koyi cheez nahi chohdi, phir sab apne parvardigaar ke paas jama kiye jayenge