Surah Al-Anaam Verse 38 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَمَا مِن دَآبَّةٖ فِي ٱلۡأَرۡضِ وَلَا طَـٰٓئِرٖ يَطِيرُ بِجَنَاحَيۡهِ إِلَّآ أُمَمٌ أَمۡثَالُكُمۚ مَّا فَرَّطۡنَا فِي ٱلۡكِتَٰبِ مِن شَيۡءٖۚ ثُمَّ إِلَىٰ رَبِّهِمۡ يُحۡشَرُونَ
Zameen mein chalne waley kisi jaanwar aur hawa mein paron (wings) se udne waley kisi parinde ko dekh lo, yeh sab tumhari hi tarah ki anwaa(communities) hain. Humne inki taqdeer ke nawishte(record) mein koi kasar nahin chodi hai, phir yeh sab apne Rubb ki taraf samete jatey hain