Surah Al-Anaam Verse 44 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamفَلَمَّا نَسُواْ مَا ذُكِّرُواْ بِهِۦ فَتَحۡنَا عَلَيۡهِمۡ أَبۡوَٰبَ كُلِّ شَيۡءٍ حَتَّىٰٓ إِذَا فَرِحُواْ بِمَآ أُوتُوٓاْ أَخَذۡنَٰهُم بَغۡتَةٗ فَإِذَا هُم مُّبۡلِسُونَ
phir jab wo log un chizo ko bhule rahe jin ki un ko nasihath ki jaati thi to hum ne un par har cheez ke darwaaze kushaada kar diye yaha tak ke jab un chizo par jo ke un ko mili thi wo qoob itra gaye hum ne un ko daf-atan pakad liye, phir to wo bil-kul maayoos ho gaye