Surah Al-Anaam Verse 50 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقُل لَّآ أَقُولُ لَكُمۡ عِندِي خَزَآئِنُ ٱللَّهِ وَلَآ أَعۡلَمُ ٱلۡغَيۡبَ وَلَآ أَقُولُ لَكُمۡ إِنِّي مَلَكٌۖ إِنۡ أَتَّبِعُ إِلَّا مَا يُوحَىٰٓ إِلَيَّۚ قُلۡ هَلۡ يَسۡتَوِي ٱلۡأَعۡمَىٰ وَٱلۡبَصِيرُۚ أَفَلَا تَتَفَكَّرُونَ
aap keh di jiye ke na to main tum se ye kehta ho ke mere paas Allah ke qazaane hai aur na main ghayb jaanta hoon aur na main tum se ye kehta ho ke main farishta hoon, main to sirf jo kuch mere paas wahi aati hai us ka itteba karta hoon, aap kahiye ke andha aur beena kahi baraabar ho sakta hai, so kya tum ghaur nahi karte