Surah Al-Anaam Verse 57 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقُلۡ إِنِّي عَلَىٰ بَيِّنَةٖ مِّن رَّبِّي وَكَذَّبۡتُم بِهِۦۚ مَا عِندِي مَا تَسۡتَعۡجِلُونَ بِهِۦٓۚ إِنِ ٱلۡحُكۡمُ إِلَّا لِلَّهِۖ يَقُصُّ ٱلۡحَقَّۖ وَهُوَ خَيۡرُ ٱلۡفَٰصِلِينَ
aap keh di jiye ke mere paas to ek daleel hai mere rab ki taraf se, aur tum us ki takzeeb karte ho, jis cheez ki tum jald baazi kar rahe ho wo mere paas nahi, hukm kisi ka nahi ba-juz Allah ta’ala ke, Allah ta’ala waaqeyi baath ko bathla deta hai, aur sab se accha faisla karne waala wahi hai