Surah Al-Anaam Verse 57 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamقُلۡ إِنِّي عَلَىٰ بَيِّنَةٖ مِّن رَّبِّي وَكَذَّبۡتُم بِهِۦۚ مَا عِندِي مَا تَسۡتَعۡجِلُونَ بِهِۦٓۚ إِنِ ٱلۡحُكۡمُ إِلَّا لِلَّهِۖ يَقُصُّ ٱلۡحَقَّۖ وَهُوَ خَيۡرُ ٱلۡفَٰصِلِينَ
Kaho, main apne Rubb ki taraf se ek daleel e roshan par qayam hoon aur tumne usey jhutla diya hai, ab mere ikhtiyar mein woh cheez hai nahin jiske liye tum jaldi macha rahey ho. Faisley ka sara ikhtiyar Allah ko hai, wahi amr e haqq bayan karta hai aur wahi behtareen faisla karne wala hai