Surah Al-Anaam Verse 60 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَهُوَ ٱلَّذِي يَتَوَفَّىٰكُم بِٱلَّيۡلِ وَيَعۡلَمُ مَا جَرَحۡتُم بِٱلنَّهَارِ ثُمَّ يَبۡعَثُكُمۡ فِيهِ لِيُقۡضَىٰٓ أَجَلٞ مُّسَمّٗىۖ ثُمَّ إِلَيۡهِ مَرۡجِعُكُمۡ ثُمَّ يُنَبِّئُكُم بِمَا كُنتُمۡ تَعۡمَلُونَ
Wahi hai jo raat ko tumhari roohein (souls) qabz karta hai aur din ko jo kuch tum karte ho usey jaanta hai, phir dusre roz woh tumhein isi karobaar ke aalam mein wapas bhej deta hai taa-ke zindagi ki muqarrar muddat puri ho. Aakhir e kaar usi ki taraf tumhari wapsi hai, phir woh tumhein bata dega ke tum kya karte rahey ho